Wednesday, 27 February 2013

Tera din to tere apne he,
meri to raat bhi nahi,
halat aise aaye kyon?
koi baat bhi to nahi
tune diye mujhko yeh gham
kya saza milni chahiye tujhko,
tujhe saza
main de sakoon
yeh mere bas ki baat nahi,
ab guzarange yeh din tanha,
par guzregi raat nahi,
tune diye mujhko itne gham,
phir bhi koi baat nahi,
saja sunau ant main tujhko,
dhyan se sun yeh fareb nahi,
gham dekar rulaya tune, phir bhi
tu aabad sahi,
pyar dekar hasaya maine,
phir bhi main barbad sah

0 comments:

Post a Comment

You can also receive Free Email Updates: